SHAYARI WORLD
Welcome to the Shayari World forums.

You are currently viewing our boards as a guest which gives you limited access to view most discussions and access our other features. By joining our free community you will have access to post topics, communicate privately with other members (PM), respond to polls, upload content and access many other special features. Registration is fast, simple and absolutely free so please, join our community today!

need help?? reach us at - shayari_networks@writeme.com

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

SHAYARIS :: GHAZALS :: NAZMS :: SHER :: SHER-O-SHAYARI :: JOKES :: SMS COLLECTION :: FORUM :: LYRICS :: POEMS
 
Homethe shayari denLatest imagesSearchRegisterLog in
Search Power+ by Bing

 *Dard Ki Dawa*

Go down 
AuthorMessage
angelbird
Moderator
angelbird

Posts : 159
$ : 273
Reputation : 6
Join date : 2011-05-09
Age : 37
Location : Khwaabon ki duniya

dard - *Dard Ki Dawa* Empty
PostSubject: *Dard Ki Dawa*   dard - *Dard Ki Dawa* I_icon_minitimeWed Jul 06, 2011 2:54 pm

Mohabbat karo dil se par koi umeed na karo
Dard Ki Dawa yakeenan paaoge ek din par
Dard Ki Dawa dard se hi Milegi,
"angel" dil mein koi aisi khwaish na karo....

Ro Lo kahin bhi tanhayi mein baithkar
par bhari mehfil mein apne aansuo se
dusro ki aankhon ko nam na karo....

Apne dil ko yuhi behla lo
kuch toh sukoon tumhe milega zaroor,
Khwaabo ki Duniya Khoobsurat bahut hai
Par Khwaab haqeeqat ka rang le,aisi koi farmayish na karo...

Insaan har ek Mushkil ka lad kar saamna kar sakta hai
par Waqt Aur Halaat ke saamne
uska sar hamesha jhuka rahega,
'angel' toot kar bikhar jaaoge
Waqt Aur Halaat se apni Kismat ki Aazmayish Na karo....

Jahan dekhoge waha dard aur aansuo ke siva kuch na milega
Jahan Har chehre par Muskaan Saji rahe,
Har insaan Dard aur Takleef se door rahe,
Kabhi to apni Aankhon mein aise sapno ki Paidayish Karo...

Likhte-Likhte Jaane kyo Ro padti hai Kalam
par ek baat kehti hoon, DARD KI DAWA aur kisi se nahi toh
Dua se zaroor milti hai,Khuda suune har ek fariyaad aapki
Dil mein kuch aisi Khwaish karo....

Log kehte the Dard baantne se Dard kam hota hai
par yeh aaj ka Zamaana hai "angel"
Aaj ke log kahenge...Apne Dard Ko Apne Paas Hi Rakho,
Sirf Apne Khushiyon Ki Yahan Numayish Karo.
Back to top Go down
 
*Dard Ki Dawa*
Back to top 
Page 1 of 1
 Similar topics
-
» Ek Zakham.. Ek Dard... Ek Aah... Ek Armaan...
» {{{ Kaafila....Dard Ka}}} From my diary...
» {{{ Kaafila....Dard Ka}}} From my diary...
» Dard E Dil.......Meri Kalam Se
» Baarish | Yaarian | Gajendra Verma | dard-e-dil ki sifarish

Permissions in this forum:You cannot reply to topics in this forum
SHAYARI WORLD :: SHAYARI ROAD :: Dard-e-dil-
Jump to: