SHAYARI WORLD
Welcome to the Shayari World forums.

You are currently viewing our boards as a guest which gives you limited access to view most discussions and access our other features. By joining our free community you will have access to post topics, communicate privately with other members (PM), respond to polls, upload content and access many other special features. Registration is fast, simple and absolutely free so please, join our community today!

need help?? reach us at - shayari_networks@writeme.com
SHAYARI WORLD
Welcome to the Shayari World forums.

You are currently viewing our boards as a guest which gives you limited access to view most discussions and access our other features. By joining our free community you will have access to post topics, communicate privately with other members (PM), respond to polls, upload content and access many other special features. Registration is fast, simple and absolutely free so please, join our community today!

need help?? reach us at - shayari_networks@writeme.com
SHAYARI WORLD
Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.


SHAYARIS :: GHAZALS :: NAZMS :: SHER :: SHER-O-SHAYARI :: JOKES :: SMS COLLECTION :: FORUM :: LYRICS :: POEMS
 
Homethe shayari denLatest imagesSearchRegisterLog in
Search Power+ by Bing

 

 Main patnivrat pati ke rup amain prasidh hoon

Go down 
2 posters
AuthorMessage
just_asim
Bronze Member
just_asim


Posts : 676
$ : 944
Reputation : 4
Join date : 2011-03-23

Main patnivrat pati ke rup amain prasidh hoon Empty
PostSubject: Main patnivrat pati ke rup amain prasidh hoon   Main patnivrat pati ke rup amain prasidh hoon I_icon_minitimeTue Mar 29, 2011 7:00 pm

Jab bhi koi nayi kavita banata hoon, khushi se atm-mugdh ho jata hoon
Agar koi sun-ne wala nahi milta to pane aap ko sunata hoon
Anekon patniyan pativrata hoti hai, main patnivrat pati ke rup amain prasidh hoon
Ghar, kapde ki safayi se lekar, chulha chauka ke karyon mein bhi main sidh hoon
Mere mitr aur parichit aksar mera majak udate hain
Tarah-tarah ke bisheshano se bibhushit kar samay asamay mujhe chidhatae hain
Bina kisi pratiwad ke main sab sun leta hoon
Badle mein un nasamajhon ko, ek fiki muskaan bhar deta hoon
Meri vivashta kuch khas hai
Patni ko kaam ka bojh se, mukt karne ka chhota sa mera prayas hai
Taki wo aaasani se meri kavita sun sake
Kyonki mujhe adad ke shrota ki talaash hai
Lagataar kavita sunte sunte, patni bhi ho gayi tang
Palak jhapakte hi ek din usne dikhlaya apna rang
Boli ! He-y kavirupdhari patidev main to aapki charno ki dashi hoon
Saath janmo tak saath nivaon issi aas ki pyasi hoon
Wada karti hoon aap jaissa kehenge waisa karoongi
Sirf ek vinti hai pran-nath bhavishya main aapki kavita nahi sunoongi


Tut gayi sab meri asha, patni ne di ghor nirasha
Raat ke baraah baje meri ek kavita puri hui
Beraham samay ke karan priya shrotayon se duri hui
Himmat karke jab khola gate
Mila ek bhikari jo tha graduate
Man hua ki arkemadies ki tarah urreka-urreka chillaooon
Turant khayal aaya ki kyon na aaj issi bhikari ko chai pilaoon
Bhikari chai peene ko hua taiyaar mere mann mein upjaa pyar
Maine jhatpat chai chadhaaya aur taratar use chaar kavita sunayi
Panchvi ki jab baari aayi wo lene laga jor ki jamhai
Ye permanent shrota ban sakta hai soch ke mere mann mein phool khila
Par hay ri meri kismat uss din se aaj tak wo bhikari mujhe nahi mila
Haarna mujhe nahi swikaar phir bhi maine kiya bichaar
Apne jaise bechain aatmaon kaa banaya lekh-ak sangh
Kuch hi dino mein logon ne badal liya apna apna dhangh
Yun to padhe likhe logon ne samaj ko bahut kuch diya hai
Par anpad se adheek unhe hi chaalaaki se
Samaj ka bhar pur nukssaan bhi kiya hai
Theek usi prakar ke chaalaak kavi
Apni apni kavita sunakar savhagar se bahar jaane lage
Ander baithe mere jaise buddhu kavigan waah waah ko neja nakhoono se
Ek dusre ki peeth khujaane lage


Waise bhi aazadi ke baad se ab tak share ke bajaar ke suchkaank ki tarah
Shrotayon mein bhari girawat aur waktaaon mein uchaal darz hai
Phir berojgaaro ki iss bhid ko shrota bana lene mein kya harz hai
Neta se lekar avineta tak sabhi yahi nuskha panate hain
Issi bahane berojgaron ko seasonal hi sahi pat rojgaar to mil jaate hain
Apni apni haisiyat ke hisaab se bhade mein shrota jugad kar liya jaata hai
Ye kaise bebasta ki bebasi hai ki shrota aadmi se saman bana diya jaata hai
Back to top Go down
http://shayarinetworks.blogspot.com/
just_asim
Bronze Member
just_asim


Posts : 676
$ : 944
Reputation : 4
Join date : 2011-03-23

Main patnivrat pati ke rup amain prasidh hoon Empty
PostSubject: Re: Main patnivrat pati ke rup amain prasidh hoon   Main patnivrat pati ke rup amain prasidh hoon I_icon_minitimeSun Apr 03, 2011 1:47 pm

Main patnivrat pati ke rup amain prasidh hoon Swexclusive
Back to top Go down
http://shayarinetworks.blogspot.com/
Rohit
Moderator
Rohit


Posts : 127
$ : 163
Reputation : 12
Join date : 2012-02-23
Age : 37
Location :

Main patnivrat pati ke rup amain prasidh hoon Empty
PostSubject: Re: Main patnivrat pati ke rup amain prasidh hoon   Main patnivrat pati ke rup amain prasidh hoon I_icon_minitimeFri Feb 24, 2012 7:49 pm

man prasann ho gaya apki kavita padhkar...

Do line apni kavita ki meri taraf se...

Baraste se saawan me...
Soone se aangan me....
Dil bus dhoonta hai...
Apne piya ka sath...

Rut bhi badi albeli hai..
Sajni phir bhi akeli hai..
Dil bus dhoodta hai..
Apne piya ka sath..
Back to top Go down
Sponsored content





Main patnivrat pati ke rup amain prasidh hoon Empty
PostSubject: Re: Main patnivrat pati ke rup amain prasidh hoon   Main patnivrat pati ke rup amain prasidh hoon I_icon_minitime

Back to top Go down
 
Main patnivrat pati ke rup amain prasidh hoon
Back to top 
Page 1 of 1
 Similar topics
-
» Kunwara Hoon Main
» Love Aaj Kal (2009)
» Pati Patni Hindi Jokes
» Ek Main Aur Ek Tu -- Lyrics
» {{ Agar Main Kahun...}}

Permissions in this forum:You cannot reply to topics in this forum
SHAYARI WORLD :: ETC. :: Poems World-
Jump to: