SHAYARI WORLD
Welcome to the Shayari World forums.

You are currently viewing our boards as a guest which gives you limited access to view most discussions and access our other features. By joining our free community you will have access to post topics, communicate privately with other members (PM), respond to polls, upload content and access many other special features. Registration is fast, simple and absolutely free so please, join our community today!

need help?? reach us at - shayari_networks@writeme.com

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

SHAYARIS :: GHAZALS :: NAZMS :: SHER :: SHER-O-SHAYARI :: JOKES :: SMS COLLECTION :: FORUM :: LYRICS :: POEMS
 
Homethe shayari denLatest imagesSearchRegisterLog in
Search Power+ by Bing

 Faiz Anwar - the simple poet

Go down 
AuthorMessage
just_asim
Bronze Member
just_asim

Posts : 676
$ : 944
Reputation : 4
Join date : 2011-03-23

Faiz Anwar - the simple poet  Empty
PostSubject: Faiz Anwar - the simple poet    Faiz Anwar - the simple poet  I_icon_minitimeThu Mar 24, 2011 10:48 am

Koyi Fariyaad Tere Dil Mein Dabi Ho Jaise
Koyi Fariyaad Tere Dil Mein Dabi Ho Jaise
Tune Aankhon Se Koyi Baat Kahi Ho Jaise
Jaagte Jaagte Ek Umr Kati Ho Jaise
Jaagte Jaagte Ek Umr Kati Ho Jaise
Jaan Baaki Baaki Hai Magar Saas Ruki Ho Jaise

Jaanta Hoon Aapko Sahare Ki Zarurat Nahin
Main Sirf Saath Dene Aaya Hoon

Har Mulaakat Pe Mehsoos Yehi Hota Hai
Har Mulaakat Pe Mehsoos Yehi Hota Hai
Mujhse Kuch Teri Nazar Pooch Rahi Ho Jaise

Raah Chalte Huve Aksar Yeh Ghumaan Hota Hai
Raah Chalte Huve Aksar Yeh Ghumaan Hota Hai
Woh Nazar Chupke Mujhe Dekh Rahi Ho Jaise
Woh Nazar Chupke Mujhe Dekh Rahi Ho Jaise

Ek Lamhe Mein Simat Aaya Hai Sadiyon Ka Safar
Ek Lamhe Mein Simat Aaya Hai Sadiyon Ka Safar
Zindagi Tej Bahut Tej Chali Ho Jaise
Zindagi Tej Bahut Tej Chali Ho Jaise

Is Tarah Pehron Tujhe Sochta Rehta Hoon Main
Is Tarah Pehron Tujhe Sochta Rahta Hoon Main
Meri Har Saas Tere Naam Likhi Ho Jaise
Meri Har Saas Tere Naam Likhi Ho Jaise

Koyi Fariyaad Tere Dil Mein Dabi Ho Jaise
Tune Aankhon Se Koyi Baat Kahi Ho Jaise
Jaagte Jaagte Ek Umr Kati Ho Jaise
Jaan Baaki Baaki Hai Magar Saas Ruki Ho Jaise

Movie - Tum Bin
Year - 2001
Compiled by - Shayari N Shayari

Last edited by just_asim on Thu Mar 24, 2011 10:54 am; edited 2 times in total
Back to top Go down
http://shayarinetworks.blogspot.com/
just_asim
Bronze Member
just_asim

Posts : 676
$ : 944
Reputation : 4
Join date : 2011-03-23

Faiz Anwar - the simple poet  Empty
PostSubject: Re: Faiz Anwar - the simple poet    Faiz Anwar - the simple poet  I_icon_minitimeThu Mar 24, 2011 10:51 am

Tumhaare Siva Kuch Na Chaahat Karenge
Ke Jab Tak Jiyenge Mohabbat Karenge
Mohabbat Mohabbat Mohabbat Mohabbat
Tumhaare Siva Kuch Na Chaahat Karenge
Ke Jab Tak Jiyenge Mohabbat Karenge
Tumhaare Siva Kuch Na Chaahat Karenge
Ke Jab Tak Jiyenge Mohabbat Karenge

Nazar Chaahti Hai Deedar Karna
Yeh Dil Chaahta Hai Tumhe Pyaar Karna
Tumhaari Wafa Mein Doobe Rahe Hum
Hai Kya Haal Dil Ka Kaise Kahe Hum
Mahekne Lagega Oh Mahekne Lagega
Badan Yeh Tumhaara
Hum Aankhon Se Aisi Shararat Karenge
Tumhaare Siva Kuch Na Chaahat Karenge
Ke Jab Tak Jiyenge Mohabbat Karenge

Hume Apne Dil Mein Basaya Hain Tumne
Mohabbat Ke Kaabil Banaya Hai Tumne
Agar Tum Na Milte To Hum Jee Na Paate
Kise Apna Kehte Kahan Dil Lagate
Saza Rab Jo Dega Oh Saza Rab Jo Dega
Woh Manzur Humko
Ke Hum Ab Tumhaare Ibaadat Karenge
Tumhaare Siva Kuch Na Chaahat Karenge
Ke Jab Tak Jiyenge Mohabbat Karenge

Movie - Tum Bin
Year - 2001
Compiled by - Shayari N Shayari

Back to top Go down
http://shayarinetworks.blogspot.com/
just_asim
Bronze Member
just_asim

Posts : 676
$ : 944
Reputation : 4
Join date : 2011-03-23

Faiz Anwar - the simple poet  Empty
PostSubject: Re: Faiz Anwar - the simple poet    Faiz Anwar - the simple poet  I_icon_minitimeThu Mar 24, 2011 11:01 am

Na dil ko lagate na hayraan hote
Kash hum mohabaat se anjaan hote anjaan hote

Na dil ko lagate na hayraan hote
Kash hum mohabaat se anjaan hote anjaan hote

Yeh kaise khushi hai joh gaam leke aye
Mohabaat ke badle mili hai judaai

Zamane se rashmo se yeh dil bekabaar tha
Mera saath dene mei agar tumko daar tha
Tu pahele na itna maherban hote

Kisse se gila kya joh toota mera dil
Ki sach hai nahi hai hum mohabaat ke kabil
Sawarne se hi pahele sapne na bikarte
Kisse ki mohabat pei sitaam hum na karte
Agar apne bas mei joh armaan hote

Na dil ko lagate na hayraan hote
Kash hum mohabaat se anjaan hote anjaan hote

Na dil ko lagate na hayraan hote
Kash hum mohabaat se anjaan hote anjaan hote

Movie- Koi Mere Dil Mein Hai
Year - 2005
Compiled by - Shayari N Shayari
Back to top Go down
http://shayarinetworks.blogspot.com/
just_asim
Bronze Member
just_asim

Posts : 676
$ : 944
Reputation : 4
Join date : 2011-03-23

Faiz Anwar - the simple poet  Empty
PostSubject: Re: Faiz Anwar - the simple poet    Faiz Anwar - the simple poet  I_icon_minitimeThu Mar 24, 2011 11:11 am

do baate ho sakatee hain, sanam tere inkar kee
ya duneeya se too daratee hai ya kadar nahee mere pyar kee

do baate ho sakatee hain, sanam tere inkar kee
ya duneeya se too daratee hai, ya kadar nahee mere pyar kee
do baate ho sakatee hain, sanam tere inkar kee

kabse khada me raho me, apna dil bichhaye hai hai hai hai
kabse khada me raho me apna dil bichhaye
lekin meree mohabbat pe, tujko yakin na aaye

do baate ho sakatee hain, abb toh jit ya har kee
kahde mujhse mai mar jau , ya tham le bahe yar kee

do baate ho sakatee hain, sanam tere inkar kee

Movie - Imtihaan
Compiled by - Shayari N Shayari

Back to top Go down
http://shayarinetworks.blogspot.com/
just_asim
Bronze Member
just_asim

Posts : 676
$ : 944
Reputation : 4
Join date : 2011-03-23

Faiz Anwar - the simple poet  Empty
PostSubject: Re: Faiz Anwar - the simple poet    Faiz Anwar - the simple poet  I_icon_minitimeThu Mar 24, 2011 11:17 am

tu har pal aane lagee hain najar, divanapan iss kadar
me aksar darta hu yeh sochkar, divanapan iss kadar
yeh kaisa tera pyar hain
too har pal aane lagee hain najar, divanapan iss kadar
me aksar darta hu yeh sochkar, divanapan iss kadar

nadan shayad huwa hain yeh dil, mane na kyun bat meree
jo chahata hai woh kar jata hai, jab yad aatee hai teree
yu toh kabhee pehle na thee halat meree humsafar
too har pal aane lagee hain najar, divanapan iss kadar
me aksar darta hu yeh sochkar, divanapan iss kadar
yeh kaisa tera pyar hain
too har pal aane lagee hain najar, divanapan iss kadar

har sans me ghulatee khushbu hai too, hota hai mehsus mujhko
uss pal meree jan nikalne lagee, jis pal me dekhu na tujhko
khwabon me too yadon me too, aankho me too too hee too too har pal aane lagee hain najar, divanapan iss kadar
me aksar darta hu yeh sochkar, divanapan iss kadar
yeh kaisa tera pyar hain
too har pal aane lagee hain najar, divanapan iss kadar
me aksar darta hu yeh sochkar, divanapan iss kadar

Album - Jaan
Compiled by - Shayari N Shayari
Back to top Go down
http://shayarinetworks.blogspot.com/
Sponsored content

Faiz Anwar - the simple poet  Empty
PostSubject: Re: Faiz Anwar - the simple poet    Faiz Anwar - the simple poet  I_icon_minitime

Back to top Go down
 
Faiz Anwar - the simple poet
Back to top 
Page 1 of 1
 Similar topics
-
» Kaash...........

Permissions in this forum:You cannot reply to topics in this forum
SHAYARI WORLD :: SHAYARI ROAD :: Ghazals-
Jump to: